Shaitaan

Shaitaan

Superhit Movie

Movie: Shaitaan
Singer: Sireesha Bhagavatula
Lyricist: Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director: Amit Trivedi
Director: Vikas Bahl
Music Label: Panorama Music

Song List

Song: Theme Song “Shaitaan”

Prithvi Ambar Saat Samandar

Saari Duniya Mere Andar

Mere Ishaare

Jhukaa dein Sitaare

Main Hi Aatma

Main Parmaatma

Prithvi Ambar Saat Samandar

Saari Duniya Mere Andar

Mere Ishaare

Jhukaa dein Sitaare

Main Hi Aatma

Main Parmaatma

Shaitaan

Shaitaan

Shaitaan

Shaitaan

Shaitaan

Shaitaan

Mere Aage Maut Bhi Kaanpe

Mere Jaisa Koi Kaha Pe

Pal Mein Bana Dun

Pal Mein Mita Dun

Main Hi Aatma

Main Parmaatma…

Song: O Yaara

O Re Maula…, Maula Balli

Maula, O Mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

Taar Taar Main.,

O.mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

Taar Taar Main., Taar Taar Main – (X2)

O…yaara.ho.yaara

Dildaara, Tere Deed Ko

Mein Taras Rahi, O Yaara

Dildaara, Tere Ishq Ki Talab Lagi

O Yaaara Dildaara, Reham Kar

Karam, Teri Bandagi

Teri Justju, Dildaara, Teri Bandagi

Teri Justju, Dildaara, O Mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

O Re Maula…, Maula Balli

Maula, O Mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

Taar Taar Main.,

O.mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

Taar Taar Main., Taar Taar Main – (X2)

O…yaara.ho.yaara

Dildaara, Tere Deed Ko

Mein Taras Rahi, O Yaara

Dildaara, Tere Ishq Ki Talab Lagi

O Yaaara Dildaara, Reham Kar

Karam, Teri Bandagi

Teri Justju, Dildaara, Teri Bandagi

Teri Justju, Dildaara, O Mera Dum Nikla

Humdum Meri Jaan, Mere Yaar

Bhari Teri Yaari Re, Aar Paar Hua

Song: Aisa Main Shaitaan

Jadu hai zuban

Bas me karlun jaan

Toh kape aatma

Aisa Main Shaitaan

Tantar na mantar

Na koi yantar

Mujhse hai balwan

Aisa Main Shaitaan

Kali raton ka

Kala saya hun

kaal mere bas me

Kaali maya hun

Mere iccha se

Duniya chalti hai

Mere bas me Kathputli ki jaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Mere jaisa koi

Kabhi na hua hai

Meri shaktiyon me Preton ki dua

Na hi mai mita tha

Na hi mai mitunga

Mera toh muqaddar Maine hi likha

Mere jaisa koi

Kabhi na hua hai

Meri shaktiyon me Preton ki dua

Na hi mai mita tha

Na hi Na hi mai mitunga

Mera toh muqaddar dekho Maine hi

likha

Mai shikari

Sabpe bhari

Chedoge jo tum

Jagega haiwan

Sabke ander hi

Soya hai shaitaan

Kabse main shaitaan

Na kar paya insan

Iss liye insan phir Banta shaitaan

Kali raton ka

Kal saya hun

Kaal mere bas main

Kali maya hun..

Tum khilone ho

Tumse khelunga

Khel khel me pahuncha dun shamshan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan

Aisa main shaitaan…

Song : Papa Tu Hai Na

Teri Main Pari Hun

Tune Nazo Se Hain Pala

Girne Diya Na Mujhko

Bahoon Mein Sambhalna

Tu Badal Ke Jaisa Kadi Dhoop Mein Hain

Zameen Pe Tuhi Rab Ke Roop Mein Hain

Tujhse Hain Yeh Kehna

Tujhse Hain Yeh Kehna

Papa Tu Hai Na Papa Tu Hain Na

Papa Tu Hai Mere Sath

Tho Gam Ki Kya Hain Bath

Tho Darr Ki Kya Hain Bath

Papa Tu Hai Na Papa Tu Hain Na

Papa Tu Hai Mere Sath

To Gam Ki Kya Hain Baat

To Darr Ki Kya Hain Baat

Papa Tu Hai Na Papa Tu Hain Na

Papa Tu Hai Mere Sath

To Gam Ki Kya Hain Baat

To Darr Ki Kya Hain Baat

Papa Tu Hai Na Papa Tu Hain Na

Papa Tu Hai Mere Sath

To Taare Mere Pass

Aur Chanda Bhi Mere Haath

To Gam Ki Kya Hain Baat

To Darr Ki Kya Hain Baat…

Song : Khushiyaan bator lo

Zindagi, zindagi saari

Tere sang hai bitani

Dil yeh jhoomein tere hi

Gungunane se

Tu meri saanson ka hissa

Jaise baadal aur yeh paani

Hansta hoon main tere hi

Muskurane se

Aise thamein ke na chhode

Rishton ki hum doriyon ko

Keh rahi hai hawa

Gam ki baatein chhod do

Khushiyan bator lo

Keemti hain yeh pal

Inka rang odh lo

Khushiyaan bator lo

Mera jo bhi safar hai

Tere sang umra bhar hai

Doori toh uss aasmaan ne likhi nahi

Teri wajah se ujaale

Raahon mein bikhre huye hain

Raaton ke mausam na aaye dua

Bas yahi

Rishta hai jo tera mera

Sooraj mein jaise sawera

Kismat meri teri

Aankhon ke sitaron mein

Tu jeene ka zariya jaise

Pyar ka hai tu dariya jaise

Tujhko rakhun apni baahon ke

Kinaron mein

Yaadon se hum bharte jaaye

Dil ki tijoriyon ko

Keh rahi hai hawa

Gam ki baatein chhod do

Khushiyaan bator lo

Keemti hain yeh pal

Inka rang odh lo

Khushiyaan bator lo…

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top