Fighter
Superhit Movie
Singers: Vishal & Sheykhar, Benny Dayal, Shilpa Rao
Lyrics: Kumaar
Music: Vishal & Shekhar
Producer : Abhijit Nalani
Music Label: T-Series

Song List
- Sher Khul Gaye
- Ishq Jaisa Kuch
- Dil Banaane Waaleya
- Bekaar Dil
- Heer Aasmani
- Mitti
Song: Sher Khul Gaye
haq hai humko kuch aaj karle
dunia chahe aitraaz karle
bigde zyada sudhre huye kam
ab todenge har kayda hum
hosh nahi shaam se, kal milo
kaam se
abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
ke ghar ke saare raste bhul gaye
woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
ghar ke raste bhul gaye
ab toh hum bilkul gaye
aaye aisi chorh mein
ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
mujhse nashe mein galti ho jaani hai aaj toh
yaara sambhalna koi ho jaye naraaz jo
main aaj badmash ho raha hu, kal shareef tha,
bigda hisab dil ka pehle toh yeh thik tha,
hosh nahi shaam se, kal milo kaam se
abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
ke ghar ke sare raste bhul gaye
woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
ghar ke raste bhul gaye
ab toh hum bilkul gaye
aaye aisi chorh mein
ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye…..
Song: Ishq Jaisa Kuch
haq hai humko kuch aaj karle
dunia chahe aitraaz karle
bigde zyada sudhre huye kam
ab todenge har kayda hum
hosh nahi shaam se, kal milo kaam se
abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
ke ghar ke saare raste bhul gaye
woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
ghar ke raste bhul gaye
ab toh hum bilkul gaye
aaye aisi chorh mein
ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
mujhse nashe mein galti ho jaani hai aaj toh
yaara sambhalna koi ho jaye naraaz jo
main aaj badmash ho raha hu, kal shareef tha,
bigda hisab dil ka pehle toh yeh thik tha,
hosh nahi shaam se, kal milo kaam se
abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
ke ghar ke sare raste bhul gaye
woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye
ghar ke raste bhul gaye
ab toh hum bilkul gaye
aaye aisi chorh mein
ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
ke ajj sher khul gaye…..
Song: Dil Banaane Waaleya
Mere raaste ki roshni
Kahan pe le gaya
Mai thak gaya hun gin gin ke
Tu dard itne de gaya
Hai suna kismat ke rukh tujhe
Aate hain modne
Jo hai bana kar todne
Jo hai bana kar todne
To dil banane waaleya
Tu dil banana chhod de
Jo hai bana kar todne
Jo hai bana kar todne
To dil banane waaleya
Tu dil banana chhod de
Mere gham ka tu hi ilaaj kar
Na tu chhod kal pe yeh aaj kar
Tu tod de jiski dua
Woh sar jhukaana chhod de
Jhute nikle vo taare dhire dhire toote saare
Khali hai ab mera aasmaan
Reh gaya main raaste mein
neendon wale faasle pe
Jo mera tha kabhi hai kaha
Jo maane na meri mannatein
Kis kaam ki teri jannatein
Tu qubool kar sajde mere
Ya woh aasmaan ko chhod de
Jo hai banakar todne
Jo hai banakar todne
To dil banane waaleya
Tu dil banana chhod de
Jo hai banakar todne
Jo hai banakar todne
To dil banane waaleya
Tu dil banana chhod de
Mere gham ka tu hi ilaaj kar
Na tu chhod kal pe yeh aaj kar
Tu tod de jiski dua
Woh sar jhukaana chhod de
Tu dil banana chhod de…..
Song: Bekaar Dil
Ishq thoda thoda dono jagah
Dono ek duje ke hone lage
Ab na halki si bhi aaye kabhi doori
Jaise patta koi paniyon mein
Behta jaaye kahaniyon mein
Lagti hai jo shuruaat se
Jaise hawa mein ghula koi samandar
Ismein aaj bahein
Teri dua jaisa lage hai jo ambar
Ismein udte rahe
Ik main ek tu ik rang ek rooh
Baate sab main hi kyun kahun
Dil jaa raha hai ya kisi pe aa raha hai
Main rok leta par kaha ye maanta hai
Dil jaa raha hai ya kisi pe aa raha hai
Main rok leta par kaha ye maanta hai
Jo hua hai usse koi naam dedo
Bekaar dil ko tum koi kaam dedo
Ya koi naam dedo
Ishq thoda thoda dono jagah
Dono ek duje ke hone lage
Ab na halki si bhi aaye kabhi doori
Jaise patta koi paniyon mein
Behta tairta jaaye kahaniyon mein
Lagti hai jo shuruaat se wo hi
Aaj kal toh ek pal ko
Mujhe tujhse hai fursat kahan
Bas tu hai rubaroo hai
Door nazro se ab hai jahan
Ik main ik tu ik rang ik sang ik rooh
Ik main ek tu ik rang ek rooh
Baate sab main hi kyun kahun
Jaise hawa mein ghula koi samandar
Ismein aaj bahein
Teri dua jaisa lage hai jo ambar
Ismein udte rahein
Ik main ik tu ik rang ek rooh
Baate sab main hi kyun kahun
Dil jaa raha hai ya kisi pe aa raha hai
Main rok leta par kaha ye maanta hai
Jo hua hai usse koi naam dedo
Bekaar dil ko tum koi kaam dedo
Ya koi naam dedo
Ismein aaj bahe
Ismein udte rahe…..
Song: Heer Aasmani
tere baadal zulfan yaar diyan
tere taare akhan pyar diyan
chal tera rang mehboob da
eh gallan jannat paar diyan
tere baadal zulfan yaar diyan
tere taare akhan pyar diyan
chal tera rang mehboob da
eh gallan jannat paar diyan
zameen vaalon ko samajh nahi aani
zameen vaalon ko samajh nahi aani
meri heer aasmani meri heer aasmani
likhi hawa pe ishq kahani
oh likhi hawa pe ishq kahani
meri heer aasmani meri heer aasmani
takdeeron se bhi pehle yeh baat likhi hogi
rabb ne meri baat tere hi saath likhi hogi
takdeeron se bhi pehle yeh baat likhi hogi
rabb ne meri baat tere hi saath likhi hogi
yeh bhi teh hai ki jis din bichadenge
yeh bhi teh hai ki jis din bichadenge
jo pehle na huyi aisi barsaat likhi hogi
reh jaani hai yahi nishani
oh reh jaani hai yahi nishani
meri heer aasmani meri heer aasmani
zameen vaalon ko samajh nahi aani
meri heer aasmani meri heer aasmani….
Song: Mitti
le teri mittee, tujhein lautaa dee
tera karz chukaaya hai
kabhi dushman ke aage jhuka naa sar jo
tere aage jhukaaya hai
maranaa bhee tujh pe jaise koyi jashn yaaron
maut naseebon waali miltee hai kam
teri zameen pe loongaa phir main janm taake
phir bol paaoon, “vande maataram”
sujalam-sufalam malanjashitlam
sujalam-sufalam malanjashitlam
desh ke naam pe apanee javanee dene waale
har rishte se pehle, vatan ko rakhane waale
vatan kee khaatir chita pe badan ko rakhane
waale
sarhad pe paharaa doongha ban ke pavan
sujalam-sufalam malanjashitlam
sujalam-sufalam malanjashitlam
sujalam-sufalam malanjashitlam
sujalam-sufalam malanjashitlam….
v818al
vj1kqj